Lafz

Lafz


Kabhi Mujhe Apna Banake To Dekho

Posted: 14 Aug 2013 12:46 AM PDT

Kabhi Mujhe Apna Banake To Dekho
Kabhi Tum Bhi Mujhse Dil Laga Ke To Dekho

Zamana Tumhe Apna Banana Chahta Hai
Kabhi Un Zakhmon Par Malham Laga Ke To Dekho

Tumhe Milenge Yu To Sahil Bahut
Magar Mujhe Kinara Banake To Dekho

Dhadakte Dil Ko Sahara Mil Jayega
Kabhi Mujhe Gale Se Laga Ke To Dekho

Ishq Ek Aisa Nasha Hai Jo Bhula De Is Jahan Ko
Isme Zara Doobki Laga Ke To Dekho

Kabhi Mujhe Apna Bana Ke To Dekho
Kabhi Tum Bhi Mujhse Dil Laga Ke To Dekho..!!

کبھی مجھے اپنا بنا کے تو دیکھو
کبھی تم بھی مجھ سے دل لگا کے تو دیکھو

زمانہ تمھیں اپنا بنانا چاہتا ہے
کبھی ان زخموں پر ملہم لگا کے تو دیکھو

تمھیں ملینگے یوں تو ساحل بہت
مگر مجھے کنارہ بنا کے تو دیکھو

دھڑکتے دل کو سہارا مل جائے گا
کبھی مجھے گلے لگا کے تو دیکھو

عشق ایک ایسا نشہ ہے جو بھلا دے اس جہاں کو
اس میں ذرا ڈبکی لگا کے تو دیکھو

کبھی مجھے اپنا بنا کے تو دیکھو
کبھی تم بھی مجھ سے دل لگا کے تو دیکھو

0 comments:

Leave a Reply

  • Lafz

    Lafz


    Kabhi Mujhe Apna Banake To Dekho

    Posted: 14 Aug 2013 12:46 AM PDT

    Kabhi Mujhe Apna Banake To Dekho
    Kabhi Tum Bhi Mujhse Dil Laga Ke To Dekho

    Zamana Tumhe Apna Banana Chahta Hai
    Kabhi Un Zakhmon Par Malham Laga Ke To Dekho

    Tumhe Milenge Yu To Sahil Bahut
    Magar Mujhe Kinara Banake To Dekho

    Dhadakte Dil Ko Sahara Mil Jayega
    Kabhi Mujhe Gale Se Laga Ke To Dekho

    Ishq Ek Aisa Nasha Hai Jo Bhula De Is Jahan Ko
    Isme Zara Doobki Laga Ke To Dekho

    Kabhi Mujhe Apna Bana Ke To Dekho
    Kabhi Tum Bhi Mujhse Dil Laga Ke To Dekho..!!

    کبھی مجھے اپنا بنا کے تو دیکھو
    کبھی تم بھی مجھ سے دل لگا کے تو دیکھو

    زمانہ تمھیں اپنا بنانا چاہتا ہے
    کبھی ان زخموں پر ملہم لگا کے تو دیکھو

    تمھیں ملینگے یوں تو ساحل بہت
    مگر مجھے کنارہ بنا کے تو دیکھو

    دھڑکتے دل کو سہارا مل جائے گا
    کبھی مجھے گلے لگا کے تو دیکھو

    عشق ایک ایسا نشہ ہے جو بھلا دے اس جہاں کو
    اس میں ذرا ڈبکی لگا کے تو دیکھو

    کبھی مجھے اپنا بنا کے تو دیکھو
    کبھی تم بھی مجھ سے دل لگا کے تو دیکھو

    more
  • 0 comments: