Lafz

Lafz


USAY mujh se MUHABAT hai…!

Posted: 10 Feb 2010 01:30 AM PST

Bohat muddat se aisa hai
Ke woh khamosh rehta hai
Koi gehra hai ghum shayad
Jisay chup chap sehta hai
Yunhi chaltey huey tanha
Koi ghamgeen sa naghma
woh aksar gungunata hai
Doran-e-guftagu yunhi
Milen nazron se jab nazrein
To batein bhool jata hai
Kisi gum sum si halat main
Ya phir barish ke mausam main
Fakat itna hi kehta hai
Udasi bewaja si hai
Bohat bojhal tabiyat hai
Bhala sach kyun nahi kehta
USAY mujh se MUHABAT hai…!

بہت مدّت سے ایسا ہے
کے وہ خاموش رہتا ہے
کوئی گہرا ہے غم شاید
جسے چپ چاپ سہتا ہے
یونہی چلتے ہے تنہا
کوئی غمگین سا نغمہ
وہ اکثر گنگناتا ہے
دورانے گفتگو یونہی
ملیں نظروں سے جب نظریں
تو باتیں بھول جاتا ہے
کسی گُم سم سی حالت میں
یا پھر بارش کے موسم میں
فقط اتنا ہی کہتا ہے
اداسی بےوجہ سی ہے
بہت بوجھل طبیعت ہے
بھلا سچ کیوں نہیں کہتا
اُسے مجھ سے محبت ہے…!

Source: Lafz


Tera Intizaar Rehta Hai

Posted: 10 Feb 2010 01:21 AM PST

Aye Yaar Aksar Tera Intizaar Rehta Hai
Is Dil Mein Bas Faqat Tere Pyar Rehta Hai

Aata Hai Laut Kar Woh Jo Jata Hai Yaha Se
Phir Bhi Kyun Unka Intizaar Rehta Hai

Tum Hi Ho Bas Dil Mein Jigar Mein Aur Nazar Me
Har Pal in Aankhon Ko Bas Tera Intizar Rehta Hai

Aajaye Laut Ke Woh Pardes Ka Baasi
Har Pal Dua Mein Maa Ke Bas Ye Hi Zikar Rehta Hai

Jis Samt Mein Dekhoo Tere Hi Nazare Hai
Aaye Yaar Tu Kuch Aise in Aankhon Mein Rehta Hai

Har Zulm Hai Jaari Azal Se Unhi Per
Mazloom Ko Hi Zalim Phir Zamana Ye Kahta Hai

Aajaye Qareen Dil Ke Aaisa to Nahi Koi
Is Ujde Maka Mein Ab Koi Nahi Rehta Hai

Manoo Ki Haqiqat Hai Jano Ki Sach Hai Ye
Is Daur Mein Nafees Kaun Kab Kis Ke Liye Jeeta Hai

ہے یار اکثر تیرا انتظار رہتا ہے
اس دل میں بس فقط تیرے پیار رہتا ہے

آتا ہے لوٹ کر وہ جو جاتا ہے یہا سے
پھر بھی کیوں انکا انتظار رہتا ہے

تم ہی ہو بس دل میں جگر میں اور نظر میں
ہر پل ان آنکھوں کو بس تیرا انتظار رہتا ہے

آجاے لوٹ کے وہ پردیس کا باسی
ہر پل دوا میں، ماں کے بس یہ ہی ذکر رہتا ہے

جس سمت میں دیکھو تیرے ہی نظارے ہے
آے یار تو کچھ ایسے، ان آنکھوں میں رہتا ہے

ہر ظلم ہے جاری ازل سے انہی پر
مظلوم کو ہی ظالم پھر زمانہ یہ کہتا ہے

آجاے قارین دل کے ایسا تو نہیں کوئی
اس اجڑے مکان میں اب کوئی نہیں رہتا ہے

مانوں کی حقیقت ہے جانوں کی سچ ہے یہ
اس دور میں نفیس کون کب کس کے لئے جیتا ہیں

Source: Lafz


0 comments:

Leave a Reply

  • Lafz

    Lafz


    USAY mujh se MUHABAT hai…!

    Posted: 10 Feb 2010 01:30 AM PST

    Bohat muddat se aisa hai
    Ke woh khamosh rehta hai
    Koi gehra hai ghum shayad
    Jisay chup chap sehta hai
    Yunhi chaltey huey tanha
    Koi ghamgeen sa naghma
    woh aksar gungunata hai
    Doran-e-guftagu yunhi
    Milen nazron se jab nazrein
    To batein bhool jata hai
    Kisi gum sum si halat main
    Ya phir barish ke mausam main
    Fakat itna hi kehta hai
    Udasi bewaja si hai
    Bohat bojhal tabiyat hai
    Bhala sach kyun nahi kehta
    USAY mujh se MUHABAT hai…!

    بہت مدّت سے ایسا ہے
    کے وہ خاموش رہتا ہے
    کوئی گہرا ہے غم شاید
    جسے چپ چاپ سہتا ہے
    یونہی چلتے ہے تنہا
    کوئی غمگین سا نغمہ
    وہ اکثر گنگناتا ہے
    دورانے گفتگو یونہی
    ملیں نظروں سے جب نظریں
    تو باتیں بھول جاتا ہے
    کسی گُم سم سی حالت میں
    یا پھر بارش کے موسم میں
    فقط اتنا ہی کہتا ہے
    اداسی بےوجہ سی ہے
    بہت بوجھل طبیعت ہے
    بھلا سچ کیوں نہیں کہتا
    اُسے مجھ سے محبت ہے…!

    Source: Lafz


    Tera Intizaar Rehta Hai

    Posted: 10 Feb 2010 01:21 AM PST

    Aye Yaar Aksar Tera Intizaar Rehta Hai
    Is Dil Mein Bas Faqat Tere Pyar Rehta Hai

    Aata Hai Laut Kar Woh Jo Jata Hai Yaha Se
    Phir Bhi Kyun Unka Intizaar Rehta Hai

    Tum Hi Ho Bas Dil Mein Jigar Mein Aur Nazar Me
    Har Pal in Aankhon Ko Bas Tera Intizar Rehta Hai

    Aajaye Laut Ke Woh Pardes Ka Baasi
    Har Pal Dua Mein Maa Ke Bas Ye Hi Zikar Rehta Hai

    Jis Samt Mein Dekhoo Tere Hi Nazare Hai
    Aaye Yaar Tu Kuch Aise in Aankhon Mein Rehta Hai

    Har Zulm Hai Jaari Azal Se Unhi Per
    Mazloom Ko Hi Zalim Phir Zamana Ye Kahta Hai

    Aajaye Qareen Dil Ke Aaisa to Nahi Koi
    Is Ujde Maka Mein Ab Koi Nahi Rehta Hai

    Manoo Ki Haqiqat Hai Jano Ki Sach Hai Ye
    Is Daur Mein Nafees Kaun Kab Kis Ke Liye Jeeta Hai

    ہے یار اکثر تیرا انتظار رہتا ہے
    اس دل میں بس فقط تیرے پیار رہتا ہے

    آتا ہے لوٹ کر وہ جو جاتا ہے یہا سے
    پھر بھی کیوں انکا انتظار رہتا ہے

    تم ہی ہو بس دل میں جگر میں اور نظر میں
    ہر پل ان آنکھوں کو بس تیرا انتظار رہتا ہے

    آجاے لوٹ کے وہ پردیس کا باسی
    ہر پل دوا میں، ماں کے بس یہ ہی ذکر رہتا ہے

    جس سمت میں دیکھو تیرے ہی نظارے ہے
    آے یار تو کچھ ایسے، ان آنکھوں میں رہتا ہے

    ہر ظلم ہے جاری ازل سے انہی پر
    مظلوم کو ہی ظالم پھر زمانہ یہ کہتا ہے

    آجاے قارین دل کے ایسا تو نہیں کوئی
    اس اجڑے مکان میں اب کوئی نہیں رہتا ہے

    مانوں کی حقیقت ہے جانوں کی سچ ہے یہ
    اس دور میں نفیس کون کب کس کے لئے جیتا ہیں

    Source: Lafz


    more
  • 0 comments: