Lafz

Lafz


Dil Ka Khilaona Baar Baar

Posted: 19 Nov 2009 01:48 PM PST

Badi Haseen Raat Thi
Woh Bhi Mere Sath Thi
Batoon Mein Kya Baat Thi
Ratoon Mein Kya Woh Raat Thi
Mein Bhi Tha Kuch Madhosh Tha
Kuch Us Mein Bhi Thi Bekali
Baat Phir Ye Pyaar Ki
Raat Bhar Yunhi Chali
Hota Nahi Ye Mahsoos Kyun
Hai Woh Mere Saath Ab Nahi
Karte Hai Jab Hum Gila
Kehte Hai Ja Ke Mar Kahi
Lekin Is Dil-e-Muztar Mein
Us Ke Siwa Koi Nahi
Aata Hai Jo Bhi Dil Mein Nafees
Jaata Hai Tum Ko Loot Ke
Dil Ka Khilaona Baar Baar
Judta Nahi Phir Toot Ke

بڑی حسین رات تھی
وہ بھی میرے ساتھ تھی
باتوں میں کیا بات تھی
راتوں میں کیا وہ رات تھی
میں بھی تھا کچھ مدہوش تھا
کچھ اس میں بھی تھی بےکلی
بات پھر یہ پیار کی
رات بھر یونہی چلی
ہوتا نہیں یہ محسوس کیوں
ہے وہ میرے ساتھ اب نہیں
کرتے ہے جب ہم گلا
کہتے ہے جا کے مر کہی
لیکن اس دل مضطر میں
اس کے سوا کوئی نہیں
آتا ہے جو بھی دل میں نفیس
جاتا ہے تم کو لوٹ کے
دل کا کھلونا بار بار
جڑتا نہیں پھر ٹوٹ کے

Source: Lafz


Merey Baad

Posted: 19 Nov 2009 01:35 PM PST

Na Koi Rang Na Hathon Pe Hina Merey Baad
Wo Mukammal Hi Siya Posh Huwa Merey Baad

Le Ke Jata Raha Har Shaam Wo Phool Or Chirag
Bas Yahi Us Ne Kiya, Jitna Jiya Merey Baad

Roz Ja Kar Wo Samandar Ke Kinarey Chup Chaap
Nao Kagaz Ki Bahata Hi Raha Merey Baad

Us Ke Honthon Se Mera Naam Nikal Jata Tha
Jis Ne Apnaya Usey Chhor Diya merey Baad

Main Ne Girney Na Diye They Kabhi Aansoo Uske
Shayad Is Wastey Wo Roo Na Saqa Merey Baad

Main Bhi Waisa Na Raha Us Key Bichhar Janey Se
Koyi Us Ko Bhi Na Pahchaan Saqa Merey Baad

Sari Duniya Ne Usey Maal-e-Ghanimut Samjha
Jo Na Socha Tha Kabhi Wo Bhi Huwa Merey Baad

Us Ka Hasna Mujhey Bhata Tha
Wo Shakhs Hansta Hi Raha Merey Baad…..

نہ کوئی رنگ نہ ہاتھوں پر حنا میرے بعد
وہ مکمّل ہی سیا پوش ہوا میرے بعد

لے کے جاتا رہا ہر شام وہ پھول اور چراغ
بس یہی اس نے کیا جتنا جیا میرے بعد

روز جا کر وہ سمندر کے کنارے چپ چاپ
ناؤ کاگز کی بہاتا ہی رہا میرے بعد

اس کے ہونٹھوں سے میرا نام نکل جاتا تھا
جس نے اپنایا اسے چھوڑ دیا میرے بعد

میں نے گرنے نہ دیے تھے کبھی آنسوں اسکے
شاید اس واسطے وہ رو نہ سکا میرے بعد

میں بھی ویسا نہ رہا اس کے بچھڑ جانے سے
کوئی اس کو بھی نہ پہچان سکا میرے بعد

ساری دنیا نے اسے مال غنیمت سمجھا
جو نہ سوچا تھا کبھی وہ بھی ہوا میرے بعد

اس کا حسنہ مجھے بھاتا تھا سو
وہ شخص ہنستا ہی رہا میرے بعد….

Source: Lafz


Tum ko ek talkh haqeeqat bhi bata dete hain

Posted: 19 Nov 2009 01:19 PM PST

Tum ko ek talkh haqeeqat bhi bata dete hain
Jis ko aksar ye log chupa dete hain

Tum ne girte howe patton ko to dekha ho ga
Apni har saans wo tehni pe gawan dete hain

kia khoob sajate hain baharon mein shajr ko
Kari dhoop mein apna ap jala dete hain

Kitne bereham shajr hain ke
naye patton ki khushi ke liye
Poraane patton ko gira dete hain

تم کو ایک تلخ حقیقت بھی بتا دیتے ہیں
جس کو اکثر یہ لوگ چھپا دیتے ہیں

تم نے گرتے ہوے پتوں کو تو دیکھا ہو گا
اپنی ہر سانس وہ ٹہنی پے گوا دیتے ہیں

کیا خوب سجاتے ہیں بہاروں میں شجر کو
کری دھوپ میں اپنا آپ جلا دیتے ہیں

کتنے بے رحم شجر ہیں کے نہے پتوں کی خوشی کے لئے
پرانے پتوں کو گرا دیتے ہیں

Source: Lafz


0 comments:

Leave a Reply

  • Lafz

    Lafz


    Dil Ka Khilaona Baar Baar

    Posted: 19 Nov 2009 01:48 PM PST

    Badi Haseen Raat Thi
    Woh Bhi Mere Sath Thi
    Batoon Mein Kya Baat Thi
    Ratoon Mein Kya Woh Raat Thi
    Mein Bhi Tha Kuch Madhosh Tha
    Kuch Us Mein Bhi Thi Bekali
    Baat Phir Ye Pyaar Ki
    Raat Bhar Yunhi Chali
    Hota Nahi Ye Mahsoos Kyun
    Hai Woh Mere Saath Ab Nahi
    Karte Hai Jab Hum Gila
    Kehte Hai Ja Ke Mar Kahi
    Lekin Is Dil-e-Muztar Mein
    Us Ke Siwa Koi Nahi
    Aata Hai Jo Bhi Dil Mein Nafees
    Jaata Hai Tum Ko Loot Ke
    Dil Ka Khilaona Baar Baar
    Judta Nahi Phir Toot Ke

    بڑی حسین رات تھی
    وہ بھی میرے ساتھ تھی
    باتوں میں کیا بات تھی
    راتوں میں کیا وہ رات تھی
    میں بھی تھا کچھ مدہوش تھا
    کچھ اس میں بھی تھی بےکلی
    بات پھر یہ پیار کی
    رات بھر یونہی چلی
    ہوتا نہیں یہ محسوس کیوں
    ہے وہ میرے ساتھ اب نہیں
    کرتے ہے جب ہم گلا
    کہتے ہے جا کے مر کہی
    لیکن اس دل مضطر میں
    اس کے سوا کوئی نہیں
    آتا ہے جو بھی دل میں نفیس
    جاتا ہے تم کو لوٹ کے
    دل کا کھلونا بار بار
    جڑتا نہیں پھر ٹوٹ کے

    Source: Lafz


    Merey Baad

    Posted: 19 Nov 2009 01:35 PM PST

    Na Koi Rang Na Hathon Pe Hina Merey Baad
    Wo Mukammal Hi Siya Posh Huwa Merey Baad

    Le Ke Jata Raha Har Shaam Wo Phool Or Chirag
    Bas Yahi Us Ne Kiya, Jitna Jiya Merey Baad

    Roz Ja Kar Wo Samandar Ke Kinarey Chup Chaap
    Nao Kagaz Ki Bahata Hi Raha Merey Baad

    Us Ke Honthon Se Mera Naam Nikal Jata Tha
    Jis Ne Apnaya Usey Chhor Diya merey Baad

    Main Ne Girney Na Diye They Kabhi Aansoo Uske
    Shayad Is Wastey Wo Roo Na Saqa Merey Baad

    Main Bhi Waisa Na Raha Us Key Bichhar Janey Se
    Koyi Us Ko Bhi Na Pahchaan Saqa Merey Baad

    Sari Duniya Ne Usey Maal-e-Ghanimut Samjha
    Jo Na Socha Tha Kabhi Wo Bhi Huwa Merey Baad

    Us Ka Hasna Mujhey Bhata Tha
    Wo Shakhs Hansta Hi Raha Merey Baad…..

    نہ کوئی رنگ نہ ہاتھوں پر حنا میرے بعد
    وہ مکمّل ہی سیا پوش ہوا میرے بعد

    لے کے جاتا رہا ہر شام وہ پھول اور چراغ
    بس یہی اس نے کیا جتنا جیا میرے بعد

    روز جا کر وہ سمندر کے کنارے چپ چاپ
    ناؤ کاگز کی بہاتا ہی رہا میرے بعد

    اس کے ہونٹھوں سے میرا نام نکل جاتا تھا
    جس نے اپنایا اسے چھوڑ دیا میرے بعد

    میں نے گرنے نہ دیے تھے کبھی آنسوں اسکے
    شاید اس واسطے وہ رو نہ سکا میرے بعد

    میں بھی ویسا نہ رہا اس کے بچھڑ جانے سے
    کوئی اس کو بھی نہ پہچان سکا میرے بعد

    ساری دنیا نے اسے مال غنیمت سمجھا
    جو نہ سوچا تھا کبھی وہ بھی ہوا میرے بعد

    اس کا حسنہ مجھے بھاتا تھا سو
    وہ شخص ہنستا ہی رہا میرے بعد….

    Source: Lafz


    Tum ko ek talkh haqeeqat bhi bata dete hain

    Posted: 19 Nov 2009 01:19 PM PST

    Tum ko ek talkh haqeeqat bhi bata dete hain
    Jis ko aksar ye log chupa dete hain

    Tum ne girte howe patton ko to dekha ho ga
    Apni har saans wo tehni pe gawan dete hain

    kia khoob sajate hain baharon mein shajr ko
    Kari dhoop mein apna ap jala dete hain

    Kitne bereham shajr hain ke
    naye patton ki khushi ke liye
    Poraane patton ko gira dete hain

    تم کو ایک تلخ حقیقت بھی بتا دیتے ہیں
    جس کو اکثر یہ لوگ چھپا دیتے ہیں

    تم نے گرتے ہوے پتوں کو تو دیکھا ہو گا
    اپنی ہر سانس وہ ٹہنی پے گوا دیتے ہیں

    کیا خوب سجاتے ہیں بہاروں میں شجر کو
    کری دھوپ میں اپنا آپ جلا دیتے ہیں

    کتنے بے رحم شجر ہیں کے نہے پتوں کی خوشی کے لئے
    پرانے پتوں کو گرا دیتے ہیں

    Source: Lafz


    more
  • 0 comments: