Words Forever |
| Posted: 14 Jul 2009 01:04 PM PDT Ek Baar Yun Kisi Ko Kehkar Apna Daman Yun Phir Usse Churdaya Nahi Karte Uske Intezaar Se Bhala Hoga Kya Hasil Aane Ka Kehkar Bhi Jo Aaya Nahi Karte Rakhte Ho Jo Dard Bhara Dil Seene Me Doosroun Ke Dil Phir Woh Dukhaya Nahi Karte Do Qadam Sath Chal Kar Jo Juda Hojaye Aise Logoun Ko Humsafar Bnaya Nahi Karte In Urdu دو قدم ایک بار یوں کسی کو کہ کر اپنا دامن یوں پھر اسے چھوڑدیا نہیں کرتے اسکے انتظار سے بھلا ہوگا کیا حاصل آنے کا کہ کر بھی جو آیا نہیں کرتے رکھتے ہو جو درد بھرا دل سینے میں دوسروں کے دل پھر وہ دکھایا نہیں کرتے دو قدم ساتھ چل کر جو جدا ہو جائے ایسے لوگوں کو ہمسفر بنایا نہیں کرتے |
| Posted: 14 Jul 2009 12:57 PM PDT Meri Har Ek Ada Mein Chhupi Thi Meri Tamanna, Tum ne Mehsoos Na Ki Ye Aur Baat Hai, Maine Har Dam Tere Hi Khwab Dekhe, Mujhe Tabeer Na Mili Ye Aur Baat Hai, Maine Jab Bhi Tujh se Baat Karna Chahi, Mujhe Alfaz Na Mile Ye Aur Baat Hai, Main Meri Tamanna Ke Samundar Mein Door Tak Nikla, Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai, Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tamanna Mein, Teri Qismat Mein Main Na Tha Ye Aur Baat Hai... میری ہر ایک ادا میں چھپی تھی میری تمنا , تم نے محسوس نہ کی یہ اور بات ہے , میں نے ہر دم تیرے ہی خواب دیکھے , مجھے تعبیر نہ ملی یہ اور بات ہے , میں نے جب بھی تجھ سے بات کرنا چاہی , مجھے الفاظ نہ ملے یہ اور بات ہے , میں میری تمنا کے سمندر میں دور تک نکلا , مجھے ساحل نہ ملا یہ اور بات ہے , قدرت نے لکھا تھا تجھکو میری تمنا میں , تیری قسمت میں میں نہ تھا یہ اور بات ہے ... |
| Posted: 14 Jul 2009 12:52 PM PDT Veeraniyaan Muqadar Bani Tere Jaane Ke Baad ...... Mehroomiyaan Muqadar bani Tere Jaane Ke Baad ...... Phaila Hua Har Su Ab Andhera Hai Tarikiyaan Muqadar Bani Tere Jaane Ke Baad ...... Berounaq Meri Tarah Ghar Ke Darr-o-Deewar Bhi Hain ..... Udaasiyaan Muqadar Bani Tere Jaane Ke Baad ....... Dhalta Suraj, Tapta Sehra, Aur Qizaa Rasidah Pattoun Se..... Shanasiyaan Muqadar Bani Tere Jaane Ke Baad ....... Dar Khula Rehta Hai Ki Shayed Tu Aaye Kabhi ...... Khushfehmiyaan Muqadar Bani Tere Jaane Ke Baad ویرانیاں مقدر بنی تیرے جانے کے بعد ...... محرومیاں مقدر بنی تیرے جانے کے بعد ...... پھیلا ہوا ہر سو اب اندھیرا ہے تاریکیاں مقدر بنی تیرے جانے کے بعد ...... برونق میری طرح گھر کے درر -و -دیوار بھی ہیں ..... اداسیاں مقدر بنی تیرے جانے کے بعد ....... ڈھلتا سورج , تپتا صحرا , اور قضا رسیدہ پتوں سے ..... شناسیاں مقدر بنی تیرے جانے کے بعد ....... در خلہا رہتا ہے کی شاید تو اے کبھی ...... خشفھمیاں مقدر بنی تیرے جانے کے بعد |
| You are subscribed to email updates from Words Forever To stop receiving these emails, you may unsubscribe now. | Email delivery powered by Google |
| Google Inc., 20 West Kinzie, Chicago IL USA 60610 | |
0 comments: