Words for Ever

Words for Ever

Hey zindagi ka maqsad auron ka kaam aana

Posted: 13 May 2009 05:17 PM PDT

Apney liye tou sab hi jeetey hain iss jahan mein
Hai zindagi ka maqsad auron kay kaam aana

Sab sey bari ibadat insaan sey pyar karna
Apna lahoo baha ke dunya ki maang bharna

Insan wohi bara hai jis ne yeh raaz jaana
Hey zindagi ka maqsad auron ke kaam aana

Aye jo koi mushkil himmat sey kaam leyna
Girney lagey jo koi tum barh ke thaam leyna

Insan wohi bara hai jis ney yeh raaz jaana
Hey zindagi ka maqsad auron ke kaam aana

Mujh peh ehsaan havaa kertii hey

Posted: 13 May 2009 05:14 PM PDT

Teri khushboo ka pata karti hai
mujh peh ehsaan havaa karti hai

shab ki tanhai mein tou aksar
guftugu tujh se hova karti hai

dil ko uss raah per chalna nahi
jo mujhko tujhko juda karti hai

zindagi meri thi lekin ab tou
teri kahani hawa karti hai

us ne dekha he nahi warna yeh aankh
dil keh ehwaal kaha karti hai

mujhse bhi hai uska waisa he salook
haal jo tera anna karti hai

masla jab bhi utha chiraghon ka
faisla tou sirf hawa kiya karti hai

0 comments:

Leave a Reply

  • Words for Ever

    more
  • 0 comments: